25 Oct 2011
23 Oct 2011
Ay KHUDA karam sirf tumhara hai......!
Khamoshi cha rahi hai har su,
Andhere ka sakoot hai...
Har shaks ghumzada hai,
Heran har zee rooh hai, Duniya k khail men,
Koi jeeta koi hara hai...
Iss duniya k har rang men,
Ay KHUDA karam sirf tumhara hai......!
Andhere ka sakoot hai...
Har shaks ghumzada hai,
Heran har zee rooh hai, Duniya k khail men,
Koi jeeta koi hara hai...
Iss duniya k har rang men,
Ay KHUDA karam sirf tumhara hai......!
Jan-E jana...!
Jana...!
Janty ho,
Meri shairi parhty samy...
Tumhare chand aansOo...
Mere lafz anmol bna dety hyn
Mujhe motbar bna dety hyn
Ab...
Bus yahi khawahish hai...
Men in chamakty motiyon ko...
Ungaliyon ki poron se sjana chahti hn,
Apni hathaki pe uthana chahti hun...
Rukhsar chuny ka bahana chahti hun...
Phir uss ehsas men fana chahti hun...
Ab, bus yahi khawahish ha..
Inhen apne honthon se uthana chahti hun,
Insi se apni mang sajana chahti hun....

20 Oct 2011
Qoas-E Qaza bh sharmai..
Abhi to goad men sir rakhny ka yaqeen na aaya tha,
K fasloon ki baat chali aur ankh bhar ai....
Ter palkon pe saj gaye meri ankh se tapkay moti,
Inteha teri dard-e Aashnai, Juda tera andaz-e maseehai...
Ameek zulfoon main jalwagr tera firoza chehra,
Jese raat se khamoshi kary pakeeza sehar ki ranai...
Ghazab kiya makmur kiya, siyah aankhon men jhank liya,
Sansain rasta bhool gain, hui dharkan bhi harjai...
Jo mere rukhsaar par utri gulaab honton ki bahar,
Chahtoon k wo rang bikhray qoas-e qaza bhi sharmai...

~Kahmakash~
Teri ungaliyan mere hathon se kiya khelti rahin ??
Wo konsi zuban thi hina, kabhi suni na sunaai...
~Hina~
18 Oct 2011
Uss shaks ne...
Uss shaks ne mujhe diwana bana rakha hai,
Apni hasti ka parwana bna rakha hai...
Meri har talkhi ko has k pee jata hai vo,
Ess Ishq ko bhi uss ne aziyat nak bna rakha hai..
Meri ankh k ansoo girty hen uss k dil pe,
Mere honthon ko jiss ne mai-khana bna rakha hai..
Aankh rakhty huwe bhi men ankh ki tehrir na parh saki,
Ajeeb men ne qoal-o qarar ka pemana bna rakha hai...
Hai abhi b lams ka ehsas baqi meri rooh men,
Mere guzrty hr pal ko yr ka bahana bna rakha hai...
Mehromiyon tak ka gila nahi krta wo shaks hina,
Kyun usy mane apni adaon se be gana bana rakha hai...

7 Oct 2011
میں جیسے پہلے بھی زکر کیا کرتا ہوں، میں نے اپنے بابا جی سے پوچھا کہ جی یہ کیوں بے چینی ہے، کیوں اتنی پریشانی ہے، کیوں ہم سکون قلب کے ساتھ اور اطمینان کے ساتھ نہیں بیٹھ سکتے تو انھوں نے کہا کہ دیکھو تم اپنی پریشانی کی پوٹلیاں اپنے سامنے نہ رکھا کرو۔ انھیں خدا کے پاس لے جایا کرو، وہ انکو حل کر دے گا۔ تم انھیں زور لگا کر، خود حل کرنے کی کوشش کرتے ہو، لیکن تم انھیں حل نہیں کر سکو گے۔
زاویہ سے اقتباس
(Mahvish Hina)
زاویہ سے اقتباس
(Mahvish Hina)
5 Oct 2011
Mahvish Hina
جامِ وصل کے ہر گھونٹ کو ترسی ہوں
میں دھوپ میِں کھڑے تنہا شجر سی ہوں۔
من کے غُنچہِِ حزن کی سیرابی کو
ہر شبِ فرقت میں قطرہ قطرہ برسی ہوں۔
وہ پیہم جبر کا قائل، مَیں مسلسل صبر پہ مائل
مزاج میں بھی اپنے ہم سفر سی ہوں۔
بہاﺅں آنسو تو بھِگو دوں دھرتی کا دامن بھی
ساون کے سیاہ بادل کی چشم تر سی ہوں۔
آزمائشِ اُلفت ےہیں پر بس نہیں
دُعاﺅں میں بھی اپنی بے اثر سی ہوں۔
تمہی سے تکمیل مرے نصابِ عشق کی
تُو جذبوں کی شاعری، مَیں مُجسّم نثر سی ہوں۔
Subscribe to:
Posts (Atom)