8 Jan 2013

muhabat ki ha yah duniya diwani ....
na jita ha koi na hara ha koi...
khaani ha yaroo sadiyoon purani
muhabat ki ha yah duniya diwani

vo sardi ki ratoon ma chup chup k rona...
vo tasweer tari vo takna , vo tarpna...

jahan b rahoo tum, dua ha hamari...
muhabat ki bazi ha ham ne hari..
adhori rahy gi zindgani hamari...
muhabat ki ha yah duniya diwani

yah ham ko pata tha k gam milain gain
magar pyar tum se ham ne kiya tha,,

tarapte hain ab ham..ratoon ko jana,
kabhi looat kar tum pare pass ana,,,
ab yahi ha aik khawahish hamari
k mout aye tari bahnon ma jana...

muhabat ki ha yah duniya diwani..
na jota ha koi , na hara ha koi,,
kahani ha yaroo sadiyoon puranii


No comments:

Post a Comment

ADD YOUR COMMENT HERE...

Image Slider