22 Dec 2011
21 Nov 2011
Pagal si larki
پاگل سی اک لڑکی ۔۔۔۔۔
ٍٍ زیست کے ٹھہرے پانی میں
پیار کا کنکرپھینکنے والی
پاگل سی اک لڑکی ہے۔
نیندچرا کہ اوروں کی
اپنے خواب سمیٹنے والی
پاگل سی اک لڑکی ہے۔
غصہ، شوخی،نفرت، چاہت
کتنے ہی رنگ جھلکتے ہیں
رات کی کالی آنکھوں میں
ستارے بھی اکثر دمکتے ہیں
گفتار کے خوش رنگ دامن میں
کتنے ہی پھول مہکتے ہیں
زہر آشنائی کا چکھنے والی
مےرے سینے پر سر رکھنے والی
پاگل سی اک لڑکی ہے۔
میری ذات کا آئینہ بنتی ہے
پھرمجھ ہی میںکھوجاتی
کھلی آنکھوں خواب دیکھاتی ہیں
پھرچپکے سے سو جاتی ہیں
آنکھوںسے نیندا´ڑانے والی
میرے دل میں آگ لگانے والی
پاگل سی اک لڑکی ہے
کل جاگے گی تو پوچھو ںگا
قصورہم سے ہواہے کےا
میرے جذبوں کا کیوں پاس نہیں
میری الجھی الجھی دھڑکن کا
کیوں لحاظ نہیں،احساس نہیں
غصے میں وہ ضبط وہ کھودے گی
مجھے ڈانٹے گی،پھررودے گی
سنگھار اشکوں سے کرنے والی
مجھ بے کار پہ مرنے والی
پا گل سی اک لڑکی ہے
مجھ سے اقرار نہ کرنے والی
سپنوںکا اظہانہ کرنے والی
خوداپنے پےارسے ڈرنے والی
پاگل سے اک لڑکی ہے
16 Nov 2011
Ma ab jina chahti hun..
Ajeeb khumar main rahti hun
datri hun aur sahti hun
bharam saree yah bikhar na jain
khwab puranee bhikhar na jain
ishq main manzil ko pana ha
naseeb se apny darti hun
nazrain chupati hun kudh se
ahsasat ka bharam main bharti hun
hawain jo tawaf karti hun
khushbo-e-yar mahsoos karti hun
dar-o-baam yah intizar main hain
rahain tumhari takti hun
qaid hun rasmoo ki agosh main hun
didar-e-yar ko tarsti hun
har pal main jiti aur marti hun
tumhari hi chahat main jakri hun
lafaz jo lab pe atee nahi
ankhoo main smoee rakhti hun
yadoon ka bhanwar ha har soo
unhin main doobi rahti hun
mikhatib hun tum se hina
main ab jina chahti hun
main ab jina chahti hun
TUMHARI ANKHEN
GAHRI RAAT SI SIAH ANKHEN,
~~~Hina~~~
Hina
AJNABIYUN K DES MN
WAHSHATON K DAUR MN
TAPTI DHOOP SI SAKHTI MN
GHUTAN KA BUS GUMAN THA
AIK AJNABI K BHES MN
BE-HISON KI BHEER MN
KOI APNA AIK SAYA THA
AINA JIS NE DIKHAYA THA
KHWAHISHON KO JGA K
APNA AP MANWAYA THA
GALATI TAB PHIR MERI THI
KHO BETHI GUMAN MA
CHOR BETHI ANJAAN MA
MAHSOS HOA TBHI HMEN
WO SAHRA MN AIK BOONDH THA
THANDAK KA AHSAS THA
JAB WO NA PAS THA
BHROSA RAKHNA HA DUAON PE
USI KA DIA YAQEN THA
USI K YAQEN PE HERAN HUI
JB PALAT K US NE HAATH THAMA
NA KOI GILA NA SWAL THA
BS CHAHATON KA JAAL THA
25 Oct 2011
23 Oct 2011
Ay KHUDA karam sirf tumhara hai......!
Andhere ka sakoot hai...
Har shaks ghumzada hai,
Heran har zee rooh hai, Duniya k khail men,
Koi jeeta koi hara hai...
Iss duniya k har rang men,
Ay KHUDA karam sirf tumhara hai......!
Jan-E jana...!
Janty ho,
Meri shairi parhty samy...
Tumhare chand aansOo...
Mere lafz anmol bna dety hyn
Mujhe motbar bna dety hyn
Ab...
Bus yahi khawahish hai...
Men in chamakty motiyon ko...
Ungaliyon ki poron se sjana chahti hn,
Apni hathaki pe uthana chahti hun...
Rukhsar chuny ka bahana chahti hun...
Phir uss ehsas men fana chahti hun...
Ab, bus yahi khawahish ha..
Inhen apne honthon se uthana chahti hun,
Insi se apni mang sajana chahti hun....
20 Oct 2011
Qoas-E Qaza bh sharmai..
K fasloon ki baat chali aur ankh bhar ai....
Ter palkon pe saj gaye meri ankh se tapkay moti,
Inteha teri dard-e Aashnai, Juda tera andaz-e maseehai...
Ameek zulfoon main jalwagr tera firoza chehra,
Jese raat se khamoshi kary pakeeza sehar ki ranai...
Ghazab kiya makmur kiya, siyah aankhon men jhank liya,
Sansain rasta bhool gain, hui dharkan bhi harjai...
Jo mere rukhsaar par utri gulaab honton ki bahar,
Chahtoon k wo rang bikhray qoas-e qaza bhi sharmai...
~Kahmakash~
18 Oct 2011
Uss shaks ne...
Apni hasti ka parwana bna rakha hai...
Meri har talkhi ko has k pee jata hai vo,
Ess Ishq ko bhi uss ne aziyat nak bna rakha hai..
Meri ankh k ansoo girty hen uss k dil pe,
Mere honthon ko jiss ne mai-khana bna rakha hai..
Aankh rakhty huwe bhi men ankh ki tehrir na parh saki,
Ajeeb men ne qoal-o qarar ka pemana bna rakha hai...
Hai abhi b lams ka ehsas baqi meri rooh men,
Mere guzrty hr pal ko yr ka bahana bna rakha hai...
Mehromiyon tak ka gila nahi krta wo shaks hina,
Kyun usy mane apni adaon se be gana bana rakha hai...
7 Oct 2011
زاویہ سے اقتباس
(Mahvish Hina)
5 Oct 2011
Mahvish Hina
جامِ وصل کے ہر گھونٹ کو ترسی ہوں
میں دھوپ میِں کھڑے تنہا شجر سی ہوں۔
من کے غُنچہِِ حزن کی سیرابی کو
ہر شبِ فرقت میں قطرہ قطرہ برسی ہوں۔
وہ پیہم جبر کا قائل، مَیں مسلسل صبر پہ مائل
مزاج میں بھی اپنے ہم سفر سی ہوں۔
بہاﺅں آنسو تو بھِگو دوں دھرتی کا دامن بھی
ساون کے سیاہ بادل کی چشم تر سی ہوں۔
آزمائشِ اُلفت ےہیں پر بس نہیں
دُعاﺅں میں بھی اپنی بے اثر سی ہوں۔
تمہی سے تکمیل مرے نصابِ عشق کی
تُو جذبوں کی شاعری، مَیں مُجسّم نثر سی ہوں۔
30 Sept 2011
28 Sept 2011
23 Sept 2011
22 Sept 2011
31 Aug 2011
24 Aug 2011
حرام و حلال
بانو قدسیہ کے ناول، راجہ گدھ سے اقتباس
i read this last night.. if the theory is right then why it is working over western people.they eat and do everything which is not halal but they are full of humanity and principles as copare to other societies. the westerners are much better in ethics(at least in some respects). And the theory also violates the concept of justice. Why should the son suffer from the sin of his father?
But on other side be a Muslim we have faith on the difference of 'halal' and 'haram'...
our BELOVED HOLY PROPHET (PEACE AND BLESSINGS BE UPON HIM) SAID "FARZ E AIN K BAAD DUSRA FARZ KASB E HALAAL HAI" All mighty Allah save us all from this....ameen
20 Aug 2011
Maa Gee
13 Aug 2011
10 Aug 2011
A Voice Of My Angel...
Talkhian kyun itni har soch-o-fikar main hain?
Mari zaat ki jabillaten mera gunah sahi…..
Nizam-e-QUDRAT ki ronqain hi khair-o-shar main hain
ADAM ko le aya jo firdos se farash par……
Hum ta-haal us rizq-e-paresha'n k asar main hain
Apni Takmeel-e-zaat ko tu mari dast-nagar b ha
Phir b mari kotahiyan tari nazar main hain…
Jo auron ki rahtoon ka saman karty rahy…
Khud apne sakun k waste musalsal safar main hain
Mana k "Wajod-e-zann se hain kainat main rung"
Kawishen ibn-e-ADAM ki b is dewaar-o-dar main hain
Safar-e-zeest ko darker ha Bint-e-HAWWA ka sath
Abi mushkalen bohat si is rah guzar main hain…!!
~~~LuCk~~~
9 Aug 2011
AIK KHWAHISH
اپنی زندگی کی ہر شام تیرے نام کر دوں محبتوں کے سارے عنوان تیرے نام کر دوں ڈوب جاﺅںتیری اِن جھیل سی آنکھوں میں پھر اپنی بربادی کا الزام تیرے نام کر دوں محبتوں کے قصیدے لکھوں تیری ثناءمیں ہزاروں پیار کے پیغام تیرے نام کر دوں۔ |
PAGAL SI EK LARKI...
میری ذات کا آئینہ بنتی ہے
|
3 Aug 2011
Tahar Javaid Mughal ki Book se aik Iqtabas....
Nafsiyat hamain btati ha k baa'z halaat main insaani jablatain shidat se baidar hoti hain aur baa'z halaat main vo neem jaan ho k so jati hain jaysee khoof main gusa nhi ata , naftar main pyar nhi hota…..main aik asan missal dati hun. Orat ki taraf mard ka rujhan aik jablat ha lakin shaded bhook aur jismani takleen ki shakal main yah jablat baidar nahi hoti. Aik bhook se nndhal mard, hsaeen'e'alam ko nazar andaz kar k rokhi sokhi roti main dilshaspi zahir karee ga. Isi tarha jismani takleef main mubtala shakas k liye b jins koi ahmiyat nhi rakhti. Vo iss k liye aik bekar chiz ha.kahty hain na….jan hain na to jahan ha…..
Shak Gazida.....
Rat k pichle pahar mujy Tahir Javaid Mughal sahib ki aik book "hamsafar mil mil gai. Neand chon'k aj rat ham se naraz thi, phir sahri ka waqt b qarib tha to socha k is ski warq gardani kar li jaye.
Mughal sahib ki chand tahriran main digest main aur noval "fasloon ka zahar parh chuki hun so "hamsafar" hath main latee zayada sochna nhi parha..
"Shak gazida" afsana parh k rat k iss parah main aik dafa phr yah sochne pe majboor ho gai k kiya orat hona koi juram ha??yah mardon ki society kiya kabhi orat ko brabri da sake ga?? Kiya orat vo izzat aur muqam hasil kar sake gi jis ka HUkam ha??
Mard ki fitrat budh parast ha…iss bat ko mard b tasleem karta ha to vo orat ki iss khubi ko kyun bhool jata ha k orat Tohid parasat/shohar parast hoti ha…????
Nojawani main mard agr dil lubhane ko muktaleef khawahishat pal sakta ha apni sochoon main azad ho sakta ha to orat kyun nhi??
"Arif" ko "rakshanda" pe yah shak tha k vo apne sath kuch zakahm zarur lai ha.. Arif k shak ne Rakshanda k jisam per ja baja nishan choree use zakhmoon se tarbatar kiya..aik na karda gunah ko tasleem karne pe majboor kiya...rakshanda pe orat ki azli kamzori havi hui us ne apni sochon ko izhar da kar apni jan bakshi karwai.
Mard agr iss bat pe yaqeen nhi rakhta k vo orat ki zindgi main anew ala pahla shakas nhi to kyun use apne nam se manssob karta ha….
Afsane main Mughal sahib ne mard ki fitrat ko 2 mutzad pahloon main dikhaya ha."arif" jahan apne shak k bais "rakshanda" ki jan lanee k dar pe hota ha usi jagah "Sikahdar" jan pe khail k Rakshanda ko apna naam daita ha.
Mahvish Hina
31 Jul 2011
29 Jul 2011
zeena zeena...
ZEENA ZEENA DIL MAIN UTRA HAI
JAISA MAIN NE SOCHA THA
WAISA ROOP USKA HA
JAZBA MERA, USKA HA
TARZ-E-SUKHAN BHI MUJH SA HA
SAHRA MEIN BONDH KI MANIND
PYAR USKA BARASTA HAI
MAIN NE DEKHA HA DIL USKA
BILKUL DEWANO K JAISA HAI
US KI SHOKH ANKHON MEIN
DOBE SARE JAZBON PE
HAQ, AB SIRF MERA HAI
YE BHEEGTA, BARASTA MAUSAM
DIL USKA BHI TARAPTA HA
GAWAH HA HIJAR KA MAUSAM
MILAN ABHI APNA ADHORA HA
WOH KAHTI THI...
WO KAHTI THI SAMANDAR NHE AANKHEN HAIN YE
MAIN DOBTA JA RHA THA AITBAR KARTE KARTE..
(LUCK)
28 Jul 2011
Death Festival...
Meri mayyat ke saamne se yu chup-chup kyun ja raha hai,
Ye toh jashn hai meri maut ka, e ajnabee tu bhi shamil ho ja.
Chal khod ab kabar meri aur utha khanjar haath me,
Kar vaar laash par meri aur tu qatilon se bhi bada qatil ho ja.
Dekhe honge kayi rang tone zindgi me in aankho se,
Aa aaj mere is khoon ke rang se khud ko bhigo ja.
Tere haath me rakhe paimaane ko aaj tukdo me badal,
Gar baki hai khwaish toh in tukdo ko mere dil me chubho ja.
Nochta kyun nahi tu laash ko meri e dariya dil,
Ye khanjar le aur aaj darindgi ke tu hawaale ho ja.
Is kadar lahuluhaan kar fizaon ko, ki teri saanso se khoon tapke,
Aaj meri laash ko tu mere he khoon me dubo ja.
Thak jaaye gar tu toh cheel kavuon ko daavat de,
Tu bhi toh bukha hoga aa tu bhi is daawat me shamil ho ja.
Gar ho rahi hai band palke toh aa meri kabar ke saaye me,
Kar ehsaas sukoon-e-kabar ka aur tu meri aagosh me so ja.
Jab achanak teri neend khule toh naaraj na hona,
Ye in fizaao ki qatilana hasi hai tu bhi isme shamil ho ja.
Voh dekh meri kabar par har sham jashn manane wala qafila aa raha hai,
Tu kis intezaar me hai fir se usi haiwaniyat ke tu rang me kho ja.
Gar dekh sakta hai toh dekh aaj meri laash ka hasra,
Par pehle tu apne dil me basey dard se aazaad ho ja.
Yaha mehfil me jaam pathar nahi meri laash per tode jaate hai,
Chhod un phoolon ki rumaniyat ko aur kaanch ke khooni khel me shamil ho ja.
Ye jo noch raha hai meri aankhe issney aankho se dhokha khaya hai,
Teri nazron ko bewafai hui ho gar toh tu bhi iska saathi ho ja.
Yaha jo kured raha hai mera dil, ye toh dil ka bimaar hai,
Tere dil pe ho gar chot koi toh tu bhi aaj vehsi ho ja.
Abhi dekhna ye kafila mujhe rondta hua jaaega,
Gar tujhe khwaish hai toh tu bhi is kafeele me shamil ho ja.
Ye soch kar ki meri ragon me khoon baki hai dafnaya nahi jaata hu main,
Gar na hai yakeen toh dekh kaat kar rag meri aur khoon ke rang me kho ja.
Mukaddar bhi mera khooni hai, dard bhi mera khooni hai,
Tadap raha hai jo bahar pada dil mera, tu bhi aisa khooni ho ja.
Par ye kya tu toh darne laga hai is manjar ke aagaaz bhar se,
E ajnabee yuh ish tarah tu dar ke hawaale na ho ja.
Kahi soch toh nahi raha hai tu yaha se jaane ki,
Pagal na ban, le khanjar aur fir se suru ho ja.
Dekh meri laash ke kayi tukde ab bhi salamat hai,
Bhar aag seene me aur tu khud he aaj ek khanjar ho ja.
Le kachot mere jism ko aur mujhe aazaad kar,
Meri har rag se nikalte is khoon se tu aaj khud ko bhigo ja.
Is tarah bikheir mujhe ki mitti bhi mujh me ghul jaaye,
Aur fir is mitti ko mere khoon se bane dariya me dubo ja.
Mar toh pehle he gaya tha main, tu fikar na kar ilzaam ki,
Toone toh ek nek kaam kiya hai, ja ab sukoon bhari neend so ja.
Kehna zamane se, ki ek darinde ko anjaam tak pahucha kar aaya hu,
Laash bhi na chot pahuchaaye kisi ko, isliye mitti me mila kar aaya hu.
Tadapti hai laash, tapakta hai khoon aur tukde hota hai jism mera,
Duniya ki mehfilon ka toh pata nahi par laashon ke saaye me yahi hai jashn mera…