Qudrat ullah Shahab ka naam suna tha.. aj achanak aik asfana nazar se guzra to socha k "shahab nama" pe pahly in ka taruf isi bhane ho jaye.
"Maa Gee" aik anokhi soch, aj kal ham jis tarha zinddgi ki dur main shamil hain ham yah bhool gaye hain. hamain apne ap ka tajziya karne waqt nhi milta....
ham yah bhoolty ja rahy hain k zindgi sabar aur sadgi ka nam ha.. iss ko parne se aik bat aur maree zahan main pukhta ho gai k sabar aur shukar se zindgi sahal rahti ha, aur din aik se nhi rahty...
"Maa Gee" parn k bat "shahab nama" k liye Curiosity aur b bhar gai ha
Great Work of Qudrat Ullah Shahab
No comments:
Post a Comment
ADD YOUR COMMENT HERE...