3 Aug 2011

Tahar Javaid Mughal ki Book se aik Iqtabas....

Nafsiyat   hamain btati ha k baa'z halaat main insaani jablatain shidat se baidar hoti hain aur baa'z halaat main vo neem jaan ho k so jati hain jaysee khoof main gusa nhi ata , naftar main pyar nhi hota…..main aik asan missal dati hun. Orat ki taraf mard ka rujhan aik jablat ha lakin shaded bhook aur jismani takleen ki shakal main yah jablat baidar nahi hoti. Aik bhook se nndhal mard, hsaeen'e'alam ko nazar andaz kar k rokhi sokhi roti main dilshaspi zahir karee ga. Isi tarha jismani takleef main mubtala shakas k liye b jins koi ahmiyat nhi rakhti. Vo iss k liye aik bekar chiz ha.kahty hain na….jan hain na to jahan ha…..

No comments:

Post a Comment

ADD YOUR COMMENT HERE...

Image Slider